Download ghazals from the following link
Are Tu Pawan Basanti
|
Dono Ki Dil Hai
| Lyrics:
Hum to sanam tumko chaahe umar bhar dekhe Dil ki pyaas kehti hai, aur ek nazar dekhe --MALE-- Ho, dekho hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal Dekho hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal Dil mein uthaata hai toofaan, hum kya kare --FEMALE-- Tum kya karo --MALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --FEMALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --MALE-- Hum kya kare meri jaan tum kya karo --FEMALE-- Meri jaan, tum kya karo --MALE-- Lekar tumhaara naam aise khoye rehte the Aaj humko deewaana hanste log kehte hain --FEMALE-- Aah --MALE-- Lekar tumhaara naam aise khoye rehte the Aaj humko deewaana hanste log kehte hain --FEMALE-- Ho, jis dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar Jis dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar Yeh dil agar hai pareshaan, hum kya kare --MALE-- Tum kya karo --FEMALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --MALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --BOTH-- Hum kya kare meri jaan, tum kya karo Meri jaan, tum kya karo |
Hum Dosti Ehsan Wafa
| Lyrics:
hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ..2 zinda to hain jeene ki ada bhool gaye hain .. hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ... khushboo jo luta ti hai masalte hai ussi ko, ehsaan ka badla yehi milta hai kali ko , ehsaan to lete hai sila bhool gaye hain , hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain .. kerte hai mohabbat ka aur ehsaan ka sauda , matlab ke liye kerte hai imaan ka sauda , darr maut ka aur khauf-e-khuda bhool gaye hain, hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain .. ab mom ke ghar per koi pathar nahi hota , ab koi bhji qurbaan kisi per nahi hota , yun bhatke hai manzil ka wafa bhool gaye hain, hum dosti ehsaan wafa bhool gaye hain ..2 zinda to hai jeene ki ada bhool gaye hain |
Jab Kisise Koi Gila Rakhna
| Lyrics:
Jab kisi se koi gila rakhnaa saamne apne aaiina rakhna Yun ujaalon se waasta rakhnaa shamma ke paas hi hawa rakhnaa Ghar ki taameer chaahe jaisi ho ismen rone ki jageh rakhnaa Masjiden hain namaaziyon ke liye apne ghar mein kahin khuda rakhnaa Milna-julna jahan jaroori ho milne-julne ki hauslaa rakhnaa |
Kahe Ab Ki Bahar
|
Kisi Nun Koi Pyar Na Kore
|
Main Kaise Kahoon Janeman
|
Main Naseeb Hoon
|
Tum Saaz Chhedo
|
Yah To Mit Jaye
|